Koshish keejiye hame yaad karane ki
Lamhe to apane aap hi mil jaayenge
Tamanna keejiye ham se milne ki
Bahaane to apane aap hi mil jaayenge
Lamhe to apane aap hi mil jaayenge
Tamanna keejiye ham se milne ki
Bahaane to apane aap hi mil jaayenge
Nazar andaaz kaise kare aapko
nazron me bithaaya hai jo aapko
yaad aane par roye bhi to kaise
darte hai jhuki jo palke to chubhengi aapko
Muskuraana hi Khushi nahi hoti
Umra bitaana hi Zindagi nahi hoti
Khud se bhi zyaada khayaal rakhnaa padtaa hai dosto ka
Kyoki Dost kehnaa hi Dosti nahi hoti
Dosti ke maayne hamse kyaa puchte ho
Hum abhi in baaton se anjaan hain
Sirf ek guzaarish hai ke bhool na jaana hame
Kyonki aapki dosti hi hamaari jaan hai
Zindagi har pal khaas nahi hoti
Phoolon ki khusbu hameshaa paas nahi hoti
Milnaa hamaari taqdeer mein likhaa thaa
Warnaa itni pyaari dosti hamaari ek ittefaaq nahi hoti
Read the above Hindi Shayaris With English translation

No comments:
Post a Comment
Please feel free to comment, suggest and even thank.
Your comments are precious for me.
Note: Since anonymous comments are permitted, Every comment is reviewed before being published on this blog