Zindagi Itne dard deti hai,
Dill me fhirr bhi ummeed rehti Hai,
Dill kehtaa hai wo nahi yaad karte honge,
Par wo yaad karte honge ummeed kehti Hai.
Dill me fhirr bhi ummeed rehti Hai,
Dill kehtaa hai wo nahi yaad karte honge,
Par wo yaad karte honge ummeed kehti Hai.
Humne poocha kaise ho,
Jawaab naa aaya,
Iss berukhee se hamaara dil bhar aaya,
Sochaa galati kisski hai,
To ye khayaal aaya ki
Shaayad unhe ye naacheez pasand na aaya.
Apni chaahat ka kabhi izhaar mat karnaa,
Zindagi me kabhi pyaar mat karnaa,
Maine bhi kee thi yahi galati ek baar,
Aur unhone keh diya mera intezaar na karnaa.
Na sataao hame ham sataaye hue hain,
Judai ke ghumm uthaaye hue hain,
khilaona samajh ke hum se naa khelo,
hum bhi usee khudaa ke banaaye hue hain.
Ankhon se door ho par dill se nahi,
Dil me zaroor ho par milte nahi,
Bas yehi gilaa hai tumse dost,
Tum milte zaroor ho par dill se nahi.
Read the above Hindi Shayaris With English translation

No comments:
Post a Comment
Please feel free to comment, suggest and even thank.
Your comments are precious for me.
Note: Since anonymous comments are permitted, Every comment is reviewed before being published on this blog